Friday 27 May 2016

Koi jab meri madad karta hai, toh usi mein mujhe ishwar ka ehsaas hota hai. Bhagwan kabhi 8 haath lekar dharti par aapki madad karne nahi aate balki wo inhi logon ke roop mein aapki madad karte hai. Bas yahi ishwar darshan hai... :) #thoughts #life #wellbeing

No comments:

Post a Comment