92.7
Big FM par ab Seher karyakram mein 23rd October se main aapse nahi mila
karungi... Aap sab se bechhadte huye atyant dukh ho raha hai... Lekin
yaad rakhiyega, Kaamini Khanna hamesha mere bhole, nyare, sundar aur
pyaari jantaa ki seva mein thi, hain aur hamesha rahegi... Aap sab ne
jitna pyaar aur aadar diya hai, uske liye karodon karodon dhanyavaad...
Aasha karti hu kisi aur maadhyam dwara aapke sampark mein bani rahu...
Bas aapka aashirvaad chahiye... Seva mein... Kaamini Khanna -
09967365686 / 08454002299
No comments:
Post a Comment